Ek sim mai do number kaise chalaye..
Hello friends aapka fir se swagat hai mytrickdot par. Hamesha ki tarah mai aapke
liye aaj fir ek bahut hi majedaar trick lekar aaya hu. Is trick ki help se aap apne
2 ya 3 ya jitney bhi number ek hi sim mai chala sakte hai. Iska matlab ki ab aap jis
bhi number ki call ya msg chahte hai use aap apne sim par pa sakte hai, aur
aapka saara kaam ek hi sim se ho jayega. Aur bahut se logo ko problem hota hai jab naya sim
kharidte hai to purana sim kaha lagaye, kuki slot se sirf 2 hi hote hai jadatar
mobile mai. To
ye aapke liye bahut helful hogi.
SOLVE ANY MATHS SUMS IN SOME SECONDS
SOLVE ANY MATHS SUMS IN SOME SECONDS
Waise to ye ek aam trick hai aur iske liye na aapko koi app
download karni paregi aur na hi net ki jaroorat paregi. Ye trick bahut se log jante
honge, par shayad iska sahi se use ni karte honge. Par aaj mai aapko bataunga
ki ise kaise use karna hai aur aap isse apne bahut saare number ki call apne ek
hi sim par pa sakte hai. To ab apni post ko aage badhate hai aur batate hai ki ye
trick kaise kaam karti hai.
FACEBOOK KE AMAZING SHORTCUTS
LATEST MOVIES DOWNLOAD KAISE KARE
Iske liye aapko apne phone ki setting mai jana hai aur waha par aapko call setting ka option dikhayi dega us par click karna hai. Call setting mai aapko ek call forwarding ka option dikhayi dega. Aapko jis bhi number ko change karna hai wo wala sim card select kijiye. Fir aapko jis par ye number change karna chahte hai matlab iski call jispar chahte hai, wo number daaliye. Iske baad always par click kar ke yes par click kar dijiye. Waise friends ye ek aam trick hai jo sabko maalum hoti ahi par jadatar log iska sahi use ni karte. Bas ab aap sikh gaye honge ki ek number par kaise kayi saare number chala sakte hai.

To friends ye ek choti si post thi un users ke liye jo ek se
jada sim use karna chahte hai par ek se jada mobile ni rakhna chahte. Ye chhoti si post unhi ki
help le liye maine banayi thi. To agar aapko hamari ye post pasand aayi ho to niche
comment box mai jaroor comment kijiye aur apne friends ke sath bhi ye post
share kijiye.
THANKYOU
Post a Comment