Online apne kisi bhi social account ko delete kaise kare.



Social account kaise delete kare, Delete account, Delete facebook account..

Hello friends aapka swagat hai hamari tricks ki site par. Hamesha ki tarah aaj fir ham aapke liye ek bahut achi trick lekar aaye hai. Aaj ki trick mai ham aapko batayenge ki apne kisi bhi social account ko online delete kaise kare. Wo bhi bahut simple tarike se. hamari trick se aapko har jagah eke k baar jaakar account delete karne ki jaroorat nahi paregi. Aapko jo bhi account delete karna ho bas use aapko us list mai dekhna hai aur delete kar dena hai.

delete social site in one click

Khoya hua mobile phone kaise pata kare.

Social site kya hoti hai.


Friends waise to ap sab jante honge ki social site kya hoti hai. Fir bhi mai bata deta hu. Ye aisi sites hoti hai jinka use kar kea ap ghar baithe kisi se bhi chat kar sakte ho aur apne thoughts share kar sakte ho. Apni photos friends ke sath share kar sakte ho. Video call kar sakte ho aur bahut kuch. Aaj kal to sabhi social sites ka use karte hai. Facebook, whatsapp, twitter, Instagram etc ye sab social sites hai.

Facebook ka data kaise download kare

Social account delete kyo kare.


Friends waise to ye apne upar hai ki hame social account delete karna chahiye ya nahi. Kuki social site hamare liye useful bhi hoti hai aur thori unuseful bhi hoti hai. To agar koi chahta hai ki wo apna account social sites se delete kar de to use ye trick jaroor use karni chahiye. Ye trick bahut acchi hai. Aur yaha par aapko saare social accounts ki list mil jayegi. Aur bas ek click mai aapka kaam ho jayega.
Google ke hidden facts, jo shayad aap google ke baare mai ni jaante.

Social account ko kaise delete kare.

Facebook account ko kaise delete kare, delete my facebook account.
To friends ab mai aapko bataunga ki trick kaise kaam karti hai. Aapko sabse pahle apne browser ke search box mai jana hai aur waha par aapko www.AccountKiller.com type karna hai. Ab aapke samne account killer ki site open ho jayegi. Ye bahut achi site hai. Isse aap apne kisi bhi social account ko delete kar sakte hai. Yaha par aapko sabhi social sites ki list dikhayi degi. Aapko jo bhi account delete karna ho bas use us list mai se dekhkar click kar de. Agar list mai nahi milta to upar aapko search box dikhayi dega. Usme bhi type kar ke search kar sakte hai. Fir jis bhi social site ke name par click arenge to aapke saamne ek page open hoga jisme aapko ek direct link mil jayega apna account delete karne ka. Aap us link par click karke apne account ke delete page par aa jayenge. Ab yaha se aap apne account ko delete kar sakte hai. Waise to aap apne account ko jis bhi site ka hai wo open kar ke bhi delete kar sakte hai. Par is site ki help se aapko kahi bhi kuch bhi search karne ki jaroorat nahi paregi aur ek hi jagah par aapko saare account ki list bhi mil jayegi. Yaha par aap comment bhi kar sakte hai sakte hai agar aapko kuch problem ho ri ho to.  

Apne friend ki browsing history kaise jaane.


To friends aapko hamri post se related koi problem ho to niche comment box mai apni problem ko share kijiye. Ham aapki  jaroor help karenge.
THANKYOU..

No comments

Friends aapko hamara post kaisa laga, ye hame jaroor comment kar ke bataye. Comment karne ke liye, thankyou...