Free mobile recharge kaise kare
Hello friends, aaj ham aapke liye ek aur bahut achhi post free mobile recharge kaise kare lekar aaye hai. Aaj ki post me ham aapko batayenge ki free me mobile recharge kaise kare. Friends ye koi fake trick nahi
hai, ye bilkul real hai aur 100% work bhi karti hai aur bahut saare log ise use
bhi karte hai. to friends waise to ab ye tricks logo ke bich bahut popular ho
gayi hai par agar aapko nahi pata to hamari post ko poora read kijiye. Aur aap
bhi seekh jayenge ki mobile me free recharge kaise karte hai.
Mcent browser se free recharge kaise kare.
Free recharge kaise kare.
Friends ab jante hai ki free recharge karne ke liye
aapko kya karna hoga. friends agar aap free mobile recharge karna chahte
hai to sabse pahle aapko ek app install karni paregi, jiska name hai mcent
browser. Friends ye ek browser hai aur iski rating bhi bahut achhi hai aur
bahut log ise use bhi karte hai. aapko play store par ye browser mil jayega,
waha se aap ise download kar sakte hai. ab jab aap is browser ko download kar
lenge to jab open karenge tab aapko apna ek number daalna parega. Friend yaha
par aap jo number daalenge aapka account usi number se activate rahega. Matlab
ki aap yaha par jo number daalenge usi number par recharge ke jo offer honge wo
aapko dikhenge. Lekin aisa nahi hai ki aap isse sirf apne ek hi number par free
recharge kar sakte hai. aap isse apne kisi bhi number par recharge kar
sakte hai. Friends ab jab aap yaha apna number daal denge to uske baad ek otp
aayegi use fill kar dena hai. uske baad aapko yaha par apni details fill karni
hai aur waha par aapko ek refer code ka option dikhayi dega. Waha par aap ye
code 05QPH9 daal sakte hai. ab aapka account bankar taiyar ho gaya hai.
Ab ispar free recharge karne ke liye aapko yaha se
point earn karne honge, jo ki bahut hi simple hai. point earn karne ke liye
aapko bas is browser par browsing karni hogi. Matlab aap jo kuch bhi internet
par search karte hai ya chalate hai google chrome ya uc browser ya kisi aur
browser par, wo sab cheeje aapko mcent browser par karna hai. Aur
friends aisa nahi hai ki ye slow browser hai, ye bahut fast hai. aur aisa
jaroori nahi hai ki aapko hamesha ispar browsing karna hai. aapko bas din mai 3
ya 4 bar kuch der ke liye ise open karke kuch search kar lijiye aapko 2000 se
3000 points tak easily mil jayenge. Aur friends agar aap jaldi recharge paana
chahte ho to is browser ke side me aapko ek refer ka option show hoga, waha se
share code par click karke apne friends ko share kar dijiye. Aur agar aapka
friend is browser ko 5 din use kar leta hai to aapko 25000 point mil jayenge. Friends
ye kuch arike hai points earn karne ke. Ab jante hai ki free recharge
kaise karna hai.
Mcent browser se free recharge kaise kare.
Friends ab jab aap points earn karna seekh gaye hai to ab
aapko free richarge tricks bataunga ki free recharge kaise karna hai ye jaan lijiye. Iske liye aapko
browser ke right side mai upar ki or aapke points dikhayi denge, waha par aapko
click karna hai aur waha par aapko jo aapke number par recharge ke offer
honge wo sab dikhayi de jayenge. Ab jab aap apne kisi bhi offer ke liye jitney
points chahiye utne points earn kar lete hai to aapko recharge par click karke
recharge kar lena hai. aur agar aap kisi aur number par recharge karna chahte
hai to wahi par jaha ricarge offer show ho rahe honge wahi aapko ek add number
ka option dikhayi dega. Uspar click karke apna koi bhi number add kar sakte hai
aur fir uske bhi offer aapko show hone lagenge. Aur yaha par aap kitne bhi
number add kar sakte hai. Aur kisi bhi number par free mai recharge kar
sakte hai.
To friends aapko hamari ye post Free mobile recharge kaise kare achi lagi ho to apne friends
ke sath jaroor share kijiye aur agar koi problem ho is free richarge tricks post se related to hame
comment box me comment karke pooch sakte hai.
THANKYOU…
Main use nahi kiya hun maine abhi downlod kiya hai
ReplyDelete