Internet par free mai apna store kaise open kare

Hello friends swagat hai aapka hamari site par. aaj ham aapko batayenge ki internet par online apna free mai store kaise open kar sakte hai. jaisa ki aapne dekha hoga ki internet par amazon aur flipkart jaise store hai jo ki apne product bechte hai. waise hi free mai aap bhi apna store open kar sakte hai. aur is store ki acchi bat ye hai ki yaha par aapko ko saman khareed kar nahi bechna hoga. yaha par aapko free mai sabhi cheeje milegi, jo ki aapke store par show hongi. aur aap ye sab cheeje bechkar pasie bhi kama sakte hai.

HOW TO CRACK APP LOCK PASSWORD, WITHOUT ANY SOFTWARE


how to open free store

LATEST MOVIES DOWNLOAD KAISE KARE

Online store kya hai.


friends abhi maine bataya ki aap online store khol sakte hai. to ye online store kya hota hai. ye store aapka hoga. yaha par aap sabhi cheeje sell kar sakenge. aur yaha aapko bilkul bhi investment nahi karni hogi. is store aap t shirt, shirt, jeans, pant, top, shoes aur bahut hi jada cheeje sell kar sakte hai. ye ek online store hoga. aapko apne store ko ek name bhi dena hoga. jis name se aapka store chalega. to ab jante hai ki ye sab kaise karna hai.

MI FLASH SALE, MI 4TH ANNIVERSARY SALE

Online store kaise banaye.


friends to aapko apna store open karne ke liye sabse pahle apna browser open karna hai. fir search box mai aapko wooplr type karna hai. ab aapko www.wooplr.com ki site wale link par click karna hai. yaha se aap apna online free store open kar sakte hai. iske liye aapko yaha join now par click karna hai. click karne ke bad aapko yaha par apni information fill karni hai. isme aapko email, password aur mobile number type karna hoga. iske bad aapko apne store ka name dena hoga. iske baad sari details fill karne ke baad aapka store open ho jayega. aur iski ek aur khas bat ye hai ki isse aapko sign up karne ke hi 50 rupees mil jayenge. ye aap apne store mai my earning par click karke dekh sakte hai. aur fir aap apne store par jo bhi products add karna chahte hai use my products par click kar ke add kar sakte hai. collection par click karke aap apne store mai jo products add kiya hai use dekh sakte hai. ab friends aap apne store ka link kisi ko bhej sakte hai. jab wo aapke store se shopping karega to us product ka kuch percent aapko milega. to is tarah bina investment ke aap free mai apna store chala sakte hai aur usse paise bhi akma sakte hai.


YOUTUBE PAR AGE RESTRICTED VIDEO BINA SIGN IN KIYE KAISE DEKHE

To friends aapko is post se related koi bhi problem ho to hame jaroor comment kijiye. aur aap bhi apna khud ka store open kijiye. aur free mai paise kamaiye. aur isi tarah ki aur bhi jankariya aur tricks janne ke liye hamari site par visit karte rahiye.

THANKYOU..


  • Note- Dosto ab ye website kaam ni karti hai. Kyoki wooplr website shut down ho chuki h.

No comments

Friends aapko hamara post kaisa laga, ye hame jaroor comment kar ke bataye. Comment karne ke liye, thankyou...